Yaari Road cover art

Yaari Road

Preview
Prime Member Exclusive

3 Months Free

£5.99/mo after 3 months. Cancel monthly.
Get this deal
Offer ends on 15 July 2026 at 11:59 BST.
More purchase options

Yaari Road

By: Shruti Bhola
Get this deal

£5.99/mo after 3 months. Cancel monthly.

Yaari Road ek kahaani hai do doston ki, jo ek saath Mumbai ke ek flat mein rehte hai. Kya hoga jab Sanya aur Gagan ki dosti ko samaaj ek naam me baandhna shuru kar dega? Kaise yeh dono, apne aap ki khoj me, duniya ke niyam, kanoon aur pichdi hui soch par saval uthate hue, apne sapno ko paane ki koshish karte rahenge? Kya duniya ki soch aur un dono ke beech ka sukshma yaun akarshan unke rishte ko badal dega? In sab savaalo ke javab jaan ne ke liye, chal padiye Sanya aur Gagan ke saath ek safar par. Suniye Yaari Road, OfSpin Media Friends dwaara nirmit.©OfSpin Media Friends 2020 (P)OfSpin Media Friends 2020 Contemporary Fiction Genre Fiction
Episodes
  • Khayal Accha Hai

    Khayal Accha Hai

    Yaari Road, Episode 1
    Dec 11 2020
    Kya hoga jab Sanya ko ek sex dream ayega aur uska naya flatmate Gagan usse neend se jagaayega? Kya Gagan ki nayi nayi svatantrata Sanya aur uski dosti ko tod degi? Inka aise saath rehna unki dating life ko kaise badalega? Kya Sanya in sab ke beech apne kaam par dhyan de payegi?
    Show More Show Less
    20 mins
  • Hum Do Aur Woh

    Hum Do Aur Woh

    Yaari Road, Episode 2
    Dec 11 2020
    Sanya ek dating app se ek ladke ko milti hai jo uski kalpana se kaafi alag hota hai. Tabhi achanak, koi aur uski zindagi me aata hai. Doosri ore, Gagan ke mata pita usse bataye bina, dinner par ek ladki ko Gagan se milvate hai. Is baat ko jaanne ke baad Gagan kis tarah bartav karega? Kya kahegi Sanya Gagan ko jab usse pata chalega ki Gagan ne unke ghar ki divar ko tod diya hai?
    Show More Show Less
    34 mins
  • Lukka Chuppi

    Lukka Chuppi

    Yaari Road, Episode 3
    Dec 11 2020
    Sanya ko pata chalta hai ki Gagan aur uski ek kareebi dost ne raat saath guzari hai. Gagan us ladki ko fir se milta hai jisse woh apne mata-pita ke saath dinner par mila tha. Kya un dono ko ek dusre me dilchaspi hogi? Sanya ek aur ladke ke saath date par jaati hai jo apne aap ko BDSM ka champion maanta hai. Gagan aur Sanya, ek chuhe ke saath saath zindagi ke savaalo ke javaab bhi dhundhte hai.
    Show More Show Less
    29 mins
adbl_web_anon_alc_button_suppression_c
No reviews yet