Bölümler

  • Episode 1: Muni Kashyap Ka Antardwand
    15 Nov 2022
    Maharishi Vedvyas Ji Gajanan ko Muni Kahyap ki katha mein ardhangini Kaadru se anek sarp aur Vinta se Garud Dev aur ArunDev ke janm se judi katha batatey hain. Devi Kaadru ke chhal dwara devi Vinta ab unki dasi hain.
    Daha fazlasını göster Daha Az Göster
    20 dk.
  • Episode 2: Bhakt Prahlad Ki Katha
    15 Nov 2022
    Maharishi Vedvyas Gajanan ko Vishnu ji ke param bhakt prahlad ki katha sunate hain. Prahlad ke pita Hrinyakashyap aur uska bhai Hriyanksh swarg log par apna aadhipatya kar lene ke kaaran apne pita Muni Kashyap ki bhi awhelna kar dete hain.
    Daha fazlasını göster Daha Az Göster
    22 dk.
  • Episode 3: Dhruv Bane Dhruv Tara
    15 Nov 2022
    Raja Uttanpaad ki santaan utpatti na hone ke kaaran unki ardhangini Suneeti hi Raja ko doosre vivah ke liye kahti hain… lekin tabhie unhe santan ki prapti ho jaati hai. Par sauteli ma se apmanit Dhruv Muni Marichi se Margdarshan prapt karte hain.
    Daha fazlasını göster Daha Az Göster
    20 dk.
  • Episode 4: Vaaman Avtar
    15 Nov 2022
    Is addhyay mein Maharishi Vedvyas ji Gajanan ko Bhagwan Vishnu ji ke paanchven roop Vaaman avatar ki katha batate hain. Swarglok ke Rajsinghasan ko le kar Devtaon aur asuron mein Yuddh ke kaaran Raja bali ki mrityu ho jati hai.
    Daha fazlasını göster Daha Az Göster
    19 dk.
  • Episode 5: Samudr Manthan
    15 Nov 2022
    Maharishi vedvyas ji Gajanan ko Samudra manthan ki katha batate hain… Devta gan aur asur Raja Bali ki sena amrit prapti hetu samudr manthan kartey hain… Parantu is kriya se vish bhi vistrat hota hai.
    Daha fazlasını göster Daha Az Göster
    23 dk.
  • Episode 6: Satyawaan Savitri
    15 Nov 2022
    Maharishi Vedvyas ji Baal Ganesh ko Savitri ke parakram ki katha sunate hain. Savitri apne Pita Raja Ashwpati ki aagya se swayam ke liye var dhundhne nikalti hain. Naarad ji dwara Satyawan ki alpayu ka gyan hone ke pashchat bhi Savitri, Satyawan se vivah kar leti hain.
    Daha fazlasını göster Daha Az Göster
    21 dk.
  • Episode 7: Raja Janmejay : Sarp Yagy
    15 Nov 2022
    Takshak naag dwara apne pita ke bhakshan kiye jane se krodhit Raja Janmejay Sukdev ji ke bataye maarg ki awehlna kartey hain… Raja Janmejay ke Sarp Yagy se sabhi sarp Agni mein girne lagte hain.
    Daha fazlasını göster Daha Az Göster
    24 dk.
  • Episode 8: Bhagirathi Ganga
    15 Nov 2022
    Raja Anshuman ke pautr Bhaagirath apne Poorvajon ko pret yoni se mukti dilane hetu Ganga ji ko dharti par lane hetu Brahma ji ki tapasya karte hain.... Brahma ji unhe Shiv Ji ki aaradhna karne ko kehte hain
    Daha fazlasını göster Daha Az Göster
    24 dk.