Bölümler

  • Naayi ke paanchve bhai alnaschar ki kahani

    Naayi ke paanchve bhai alnaschar ki kahani

    Alif Laila Season 3, Episode 1
    17 Mar 2020
    Alif Laila katha sangreh ki taintaalisvi kahani hai naayi ke chawthe bhai kaane alkooj ki jismein woh ek budiya, habsi, daasi aur sundari ke changul mein fhas jaata hai jo uski jaan ke dushman ho jaate hain lekin alkooj bhi iska badla leta hai.
    Daha fazlasını göster Daha Az Göster
    19 dk.
  • Naayi ke chatthe bhai Kabak ki kahani

    Naayi ke chatthe bhai Kabak ki kahani

    Alif Laila Season 3, Episode 2
    17 Mar 2020
    Alif Laila katha sangreh ki chawaalisvi kahani hai naayi ke aakhri bhai kabak ki, jismein kabak ek aise mantri se milta hai jo usse kalpnik bhojan karaata hai. Iske alaawa naayi dwaara uss kubad ko jeevit karne ki kahani jiski hatya ke dosh mein kayi log fhaansi par chadhte reh gaye the.
    Daha fazlasını göster Daha Az Göster
    19 dk.
  • Abul Hasan aur Haarun Rashid ki preysi Shamshunigaar ki kahani
    18 Mar 2020
    Alif Laila katha sangreh ki paintaalivi kahani hai shehzaada abul hassan aur khaleefa ki khaas daasi, shamshunihaar ki prem kahani ki, jisse khaleefa bhi prem karta tha.
    Daha fazlasını göster Daha Az Göster
    1 sa. ve 8 dk.
  • Kamrujamma aur Badora ki kahani

    Kamrujamma aur Badora ki kahani

    Alif Laila Season 3, Episode 4
    18 Mar 2020
    Alif Laila katha sangreh ki chiyaalisvi kahani mein shehzaada kamrujamma aur shehjaadi badora donon ko shaadi se chidh thi lekin ek pari ke kaaran ek din donon mil jaate hain aur shaadi ke liye vyagra ho jaate hain.
    Daha fazlasını göster Daha Az Göster
    1 sa. ve 51 dk.
  • Noorruddin aur Paaras desh ki daasi ki kahani
    19 Mar 2020
    Alif Laila katha sangreh ki saintalisvi kahani mein mantri khaakan ne apne maalik jubeni ke liye, usi ke kehne aur diye dimaag par, ek aisi daasi jo sarvagunn sampann ho, ko khareeda, lekin jubeni ki iss amaanat par khakaan ka putra mohit ho gaya aur ye daasi husn afroz bhi khakaan ke putr nuruddin par mohit ho gayi, iska badla ek aur mantri suyekhaakaan ne kiss tarah liya uski kahani.
    Daha fazlasını göster Daha Az Göster
    1 sa. ve 4 dk.
  • Irani baadshah badr aur samandaar ki shazaadi ki kahani
    19 Mar 2020
    Alif Laila katha sangreh ki adhtaalisvin kahani mein hai ek samudri rajkumari gul anaar aseen ki kahani jisse dhoke se daasi banadiya jaata hai aur jisse baadshah badra khareed kar usse vivah karta hai.
    Daha fazlasını göster Daha Az Göster
    1 sa. ve 36 dk.
  • Ganim aur Fitna ki kahani

    Ganim aur Fitna ki kahani

    Alif Laila Season 3, Episode 7
    20 Mar 2020
    Alif Laila katha sangreh ki unnchasvi kahani hai ek vyapari ganim aur khalifa haarun ki preysi fitna ki kahani jisse ganim ne kabr se nikaal kar bachyaa aur apni jaan ki baaji laga di.
    Daha fazlasını göster Daha Az Göster
    1 sa. ve 17 dk.
  • Shahzaada Jainnusanam aur Djinnon ke baadshah ki kahani
    20 Mar 2020
    Alif Laila katha sangreh ki pachaasvi kahani hai shehzaada Jainusanam ki jismein Jainusanam ko swapna mein ek buddha dikhta hai aur ek gupt tehkhaane ka pata deta hai. Uss tehkhaane mein jaane par pata lagta hai ki aath khambhon par aath murtiyaan hain lekin nova khamba khaali hai aur Jainusanam ke mrit pita ne wahan ek sandesh chodh rakha hai jismein novein khambe ki moorti lagane ka aadesh diya hai.
    Daha fazlasını göster Daha Az Göster
    38 dk.